मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं / Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain | Mujhe Taiba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain

मदीना याद आता है, मदीना याद आता है

ये तो तयबा की मोहब्बत का असर है वर्ना
कौन रोता है लिपट कर दर-ओ-दीवार के साथ

मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं
जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं

मुझे तयबा नगर की चाँद रातें याद आती हैं
खजूरें बाँटते बच्चों की बातें याद आती हैं

मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं
जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं

वुज़ू ज़मज़म से कर के सर झुकाना याद है मुझ को
ग़िलाफ़-ए-का'बा में मुँह को छुपाना याद है मुझ को

दर-ए-सरकार की दिलकश फ़ज़ाएँ याद आती हैं
करम बरसाती वो काली घटाएँ याद आती हैं

मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं
जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं

सलाम-ए-शौक़ कहना धड़कनों का याद आता है
बिछाना दर पे चादर साइलों का याद आता है

मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं
जो फूलों से भी नाज़ुक है वो पत्थर याद आते हैं

मदीना याद आता है, मदीना याद आता है


ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





madina yaad aata hai, madina yaad aata hai

ye to tayba ki mohabbat ka asar hai warna
kaun rota hai lipaT kar dar-o-deewaar ke saath

mujhe tayba ki galiyo.n ke wo manzar yaad aate hai.n
jo phoolo.n se bhi naazuk hai.n wo patthar yaad aate hai.n

mujhe tayba nagar ki chaand raate.n yaad aati hai.n
khajoore.n baanT.te bachcho.n ki baate.n yaad aati hai.n

mujhe tayba ki galiyo.n ke wo manzar yaad aate hai.n
jo phoolo.n se bhi naazuk hai.n wo patthar yaad aate hai.n

wuzoo zamzam se kar ke sar jhukaana yaad hai mujh ko
Gilaaf-e-kaa'ba me.n munh ko chhupaana yaad hai mujh ko

dar-e-sarkaar ki dilkash fazaae.n yaad aati hai.n
karam barsaati wo kaali ghaTaae.n yaad aati hai.n

mujhe tayba ki galiyo.n ke wo manzar yaad aate hai.n
jo phoolo.n se bhi naazuk hai.n wo patthar yaad aate hai.n

salaam-e-shauq kehna dha.Dkano.n ka yaad aata hai
bichhaana dar pe chaadar saa.ilo.n ka yaad aata hai

mujhe tayba ki galiyo.n ke wo manzar yaad aate hai.n
jo phoolo.n se bhi naazuk hai.n wo patthar yaad aate hai.n

madina yaad aata hai, madina yaad aata hai


Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics in Hindi | Mujhe Taiba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics in Hindi | Hafiz Ghulam Mustafa Qadri Naat Lyrics | Muje Muzhe muze galiyo woh yad hei hai hein lyrics of naat, naat lyrics in hindi, islamic lyrics, hindi me naat lyrics, hindi me naat likhi hui, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई, नात शरीफ की किताब हिंदी में, आला हजरत की नात शरीफ lyrics, हिंदी नात, Lyrics in English, Lyrics in Roman

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

हर ज़माना मेरे हुसैन का है / Har Zamana Mere Hussain Ka Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye