नबी का जश्न आया है फ़िदा हैं आशिक़ान-ए-रसूल / Nabi Ka Jashn Aaya Hai Fida Hain Aashiqan-e-Rasool

सरकार की आमद ! मरहबा !
दिलदार की आमद ! मरहबा !
मंठार की आमद ! मरहबा !
सब मिल कर बोलो ! मरहबा !

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

आज हैं हर जगह 'आशिक़ान-ए-रसूल
महव-ए-ना'त-ओ-सना 'आशिक़ान-ए-रसूल

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न मीलाद का सब रहे हैं मना
बंदगान-ए-ख़ुदा 'आशिक़ान-ए-रसूल

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

सरकार की आमद ! मरहबा !
दिलदार की आमद ! मरहबा !
मंठार की आमद ! मरहबा !
सब मिल कर बोलो ! मरहबा !

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-मीलाद से 'इश्क़ है, प्यार है
हैं मनाते सदा 'आशिक़ान-ए-रसूल

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

माह-ए-मीलाद में ख़ूब लहराइए
घर पे झंडा हरा 'आशिक़ान-ए-रसूल

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

सरकार की आमद ! मरहबा !
दिलदार की आमद ! मरहबा !
मंठार की आमद ! मरहबा !
सब मिल कर बोलो ! मरहबा !

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

आमद-ए-मुस्तफ़ा मरहबा मरहबा
सब लगाओ सदा 'आशिक़ान-ए-रसूल

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

काश ! 'अत्तार का तयबा में ख़ातिमा
हो करो ये दु'आ, 'आशिक़ान-ए-रसूल !

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

जश्न-ए-आक़ा से हमें तो 'इश्क़ है और प्यार है
झूम जाओ, 'आशिक़ो ! कि आमद-ए-सरकार है

नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल
नबी का जश्न आया है, फ़िदा हैं 'आशिक़ान-ए-रसूल

सरकार की आमद ! मरहबा !
दिलदार की आमद ! मरहबा !
मंठार की आमद ! मरहबा !
सब मिल कर बोलो ! मरहबा !

शायर:
मुहम्मद इल्यास अत्तार क़ादरी

ना'त-ख़्वाँ:
नूर आलम अत्तारी
इमरान शैख़ अत्तारी
मौलाना हाजी बिलाल रज़ा अत्तारी

sarkaar ki aamad ! marhaba !
dildaar ki aamad ! marhaba !
manThaar ki aamad ! marhaba !
sab mil kar bolo ! marhaba !

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

aaj hai.n har jagah 'aashiqaan-e-rasool
mehw-e-naa't-o-sana 'aashiqaan-e-rasool

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn meelaad ka sab rahe hai.n mana
bandgaan-e-KHuda 'aashiqaan-e-rasool

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

sarkaar ki aamad ! marhaba !
dildaar ki aamad ! marhaba !
manThaar ki aamad ! marhaba !
sab mil kar bolo ! marhaba !

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-meelaad se 'ishq hai, pyaar hai
hai.n manaate sada 'aashiqaan-e-rasool

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

maah-e-meelaad me.n KHoob lehraaiye
ghar pe jhanDa hara 'aashiqaan-e-rasool

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

sarkaar ki aamad ! marhaba !
dildaar ki aamad ! marhaba !
manThaar ki aamad ! marhaba !
sab mil kar bolo ! marhaba !

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

aamad-e-mustafa marhaba marhaba
sab lagaao sada 'aashiqaan-e-rasool

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

kaash ! 'Attar ka tayba me.n KHaatima
ho karo ye du'aa, 'aashiqaan-e-rasool !

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

jashn-e-aaqa se hame.n to 'ishq hai aur pyaar hai
jhoom jaao, 'aashiqo ! ki aamad-e-sarkaar hai

nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool
nabi ka jashn aaya hai, fida hai.n 'aashiqaan-e-rasool

sarkaar ki aamad ! marhaba !
dildaar ki aamad ! marhaba !
manThaar ki aamad ! marhaba !
sab mil kar bolo ! marhaba !

Poet:
Muhammad Ilyas Attar Qadri

Naat-Khwaan:
Noor Alam Attari
Imran Shaikh Attari
Maulana Haji Bilal Raza Attari
Nabi Ka Jashn Aaya Hai Lyrics | Nabi Ka Jashn Aaya Hai Fida Hain Aashiqan e Rasool Lyrics in Hindi | Jashne Aaqa Se Hamein To Ishq Hai Aur Pyar Hai Lyrics | Nabi Ka Jashn Aaya Hai Lyrics | Nabi Ka Jashn Aaya Hai Fida Hain Aashiqan e Rasool Lyrics in Hindi | Nabi Ka Jashan Aya Hai Lyrics | Miladunnabi Naat Lyrics | Rabi ul Awwal Kalam Lyrics | Hei hein ashiqan ashiqane aashiqane rasul lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Most Popular

जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह / Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah | Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

वो जिस के लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है | वो मेरा नबी, मेरा नबी, मेरा नबी है / Wo Jis Ke Liye Mehfil-e-Kaunain Saji Hai | Wo Mera Nabi, Mera Nabi, Mera Nabi Hai

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

छोड़ फ़िक्र दुनिया की, चल मदीने चलते हैं / Chhod Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

गली गली सज गई शहर शहर सज गया | जो आमिना के लाल का मीलाद करेंगे / Gali Gali Saj Gai Shahar Shahar Saj Gaya | Jo Amina Ke Laal Ka Milad Karenge

हाल-ए-दिल किस को सुनाएँ, आप के होते हुए / Haal-e-Dil Kis Ko Sunaaen Aap Ke Hote Hue

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)