अपने दरबार का दीदार कराएँ आक़ा | मुझ गुनहगार को तयबा में बुलाएँ आक़ा / Apne Darbar Ka Deedar Karaen Aaqa | Mujh Gunahgar Ko Tayba Mein Bulaen Aaqa
अपने दरबार का दीदार कराएँ, आक़ा !
मुझ गुनहगार को तयबा में बुलाएँ, आक़ा !
आप मुश्किल में गुनहगार के काम आते हैं
आएँ आएँ मेरी इमदाद को आएँ, आक़ा !
सब ये कहते हैं, मुसलमान बहुत पीछे हैं
अपनी ठोकर से हमें आगे बढ़ाएँ, आक़ा !
आप को छोड़ के कोई भी नहीं है अपना
अपने हालात कहाँ जा के सुनाएँ, आक़ा !
गर्मी-ए-हश्र में तस्कीन की साँसे लेगा
अपने दामन से जिसे देंगे हवाएँ, आक़ा !
रब ने पैदा किया मुझ को भी उसी उम्मत में
हाथ उठा कर जिसे देतें हैं दु'आएँ आक़ा
आप की फ़ातिमा ज़हरा का करम है वर्ना
सर पे बाक़ी नहीं रहतीं ये रिदाएँ, आक़ा !
आप के असग़र-ए-मासूम-सिफ़त के सदक़े
बख़्श दी जाती हैं मुजरिम की ख़ताएँ, आक़ा !
ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम नूर-ए-मुजस्सम

apne darbaar ka deedaar karaae.n, aaqa !
mujh gunahgaar ko tayba me.n bulaae.n, aaqa !
aap mushkil me.n gunahgaar ke kaam aate hai.n
aae.n aae.n meri imdaad ko aae.n, aaqa !
sab ye kehte hai.n, musalmaan bahut peechhe hai.n
apni Thokar se hame.n aage ba.Dhaae.n, aaqa !
aap ko chho.D ke koi bhi nahi.n hai apna
apne haalaat kahaa.n jaa ke sunaae.n, aaqa !
garmi-e-hashr me.n taskeen ki saanse lega
apne daaman se jise denge hawaae.n, aaqa !
rab ne paida kiya mujh ko bhi usi ummat me.n
haath uTha kar jise dete.n hai.n du'aae.n aaqa
aap ki faatima zahra ka karam hai warna
sar pe baaqi nahi.n rehti.n ye ridaae.n, aaqa !
aap ke asGar-e-maasoom-sifat ke sadqe
baKHsh di jaati hai.n mujrim ki KHataae.n, aaqa !
Naat-Khwaan:
Ghulam Noor-e-Mujassam

Apne Darbar Ka Deedar Karayen Aaqa Lyrics in Hindi | Mujh Gunahgar Ko Tayba Mein Bulayen Aaqa Lyrics | Apne Darbar Ka Didar Karay Aaqa Lyrics in Hindi | didaar karae taiba bulaye aqa
lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi |
नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में,
नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics |
हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman
50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023
Comments
Post a Comment