भेजो न मुझे वापस तुम शाह-ए-अता हो कर | मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर / Bhejo Na Mujhe Wapas Tum Shah-e-Ata Ho Kar | Mar Jaunga Ro Ro Kar Main Tum Se Juda Ho Kar

भेजो न मुझे वापस तुम शाह-ए-'अता हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर

लगता था न दिल मेरा तस्बीह-ओ-'इबादत में
क़ैदी था, मेरे मौला ! मैं क़फ़्स-ए-ज़लालत में
उड़ आया तेरे दर पर पिंजरे से रिहा हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर

माना है ज़माने की शाही से इसे बेहतर
बन जाऊँ अगर तेरे नौकर का जो मैं नौकर
कर लूँगा बसर अपनी टुकड़ों पे रज़ा हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर

है चाँद को क्या ! उस की औक़ात दिखा भी दो
सरकार मेरे ! पर्दा चेहरे से हटा भी दो
अब और न तड़पाओ तुम नूर-ए-ख़ुदा हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर

खोले न अगर अब भी क़िस्मत की मेरे ताले
हालात पे हँस हँस के बोलेंगे जहाँ वाले
मारा हुआ फिरता है दाता का गदा हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर

तरकीब तो प्यारी है, गुलफ़ाम ! ये जीने की
ख़्वाहिश है कि पाकीज़ा सहरा-ए-मदीना की
मिट्टी में मैं मिल जाऊँ, ऐ काश ! फ़ना हो कर
मर जाऊँगा रो रो कर मैं तुम से जुदा हो कर


शायर:
गुलफ़ाम रज़ा हस्सानी

ना'त-ख़्वाँ:
गुलफ़ाम रज़ा हस्सानी





bhejo na mujhe waapas tum shaah-e-'ata ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar

lagta tha na dil mera tasbeeh-o-'ibaadat me.n
qaidi tha, mere maula ! mai.n qafs-e-zalaalat me.n
u.D aaya tere dar par pinjre se riha ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar

maana hai zamaane ki shaahi se ise behtar
ban jaau.n agar tere naukar ka jo mai.n naukar
kar loonga basar apni Tuk.Do.n pe raza ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar

hai chaand ko kya ! us ki auqaat dikha bhi do
sarkaar mere ! parda chehre se haTa bhi do
ab aur na ta.Dpaao tum noor-e-KHuda ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar

khole na agar ab bhi qismat ki mere taale
haalaat pe hans hans ke bolenge jahaa.n waale
maara huaa phirta hai daata ka gada ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar

tarkeeb to pyaari hai, Gulfaam ! ye jeene ki
KHwaahish hai ki paakiza sehra-e-madina ki
miTTi me.n mai.n mil jaau.n, ai kaash ! fana ho kar
mar jaaunga ro ro kar mai.n tum se juda ho kar


Poet:
Gulfam Raza Hassani

Naat-Khwaan:
Gulfam Raza Hassani
Bhejo Na Mujhe Wapas Tum Shah e Ata Ho Kar Lyrics in Hindi | Mar Jaunga Ro Ro Kar Main Tum Se Juda Ho Kar Lyrics in Hindi | Bhejo Na Mujhe Wapas Lyrics in English | Muje shahe shaah shaaahe jaaunga mei mai mein me main lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2023

Comments

Most Popular

मेरे हुसैन तुझे सलाम / Mere Husain Tujhe Salaam

अल्लाह की रज़ा है मोहब्बत हुसैन की | या हुसैन इब्न-ए-अली / Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki | Ya Hussain Ibne Ali

मेरा बादशाह हुसैन है | ऐसा बादशाह हुसैन है / Mera Baadshaah Husain Hai | Aisa Baadshaah Husain Hai

कर्बला के जाँ-निसारों को सलाम / Karbala Ke Jaan-nisaron Ko Salam

हुसैन तुम को ज़माना सलाम कहता है / Hussain Tum Ko Zamana Salam Kehta Hai

हम हुसैन वाले हैं / Hum Hussain Wale Hain

हर ज़माना मेरे हुसैन का है / Har Zamana Mere Hussain Ka Hai

हुसैन आज सर को कटाने चले हैं / Husain Aaj Sar Ko Katane Chale Hain

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

सुल्तान-ए-कर्बला को हमारा सलाम हो / Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho