रब को देखा है मेरे नबी ने और किसी ने भी देखा नहीं है / Rab Ko Dekha Hai Mere Nabi Ne Aur Kisi Ne Bhi Dekha Nahin Hai

सब से प्यारा मेरा नबी है, सब से आ'ला मेरा नबी है

रब को देखा है मेरे नबी ने, और किसी ने भी देखा नहीं है
सब से पर्दा है मेरे ख़ुदा का, और मुहम्मद से पर्दा नहीं है

लाए ईमाँ 'उमर जब नबी पर, बोले आक़ा के क़दमों में जा कर
मिल गया है मुझे कमली वाला, अब ज़माने की पर्वा नहीं है

रब को देखा है मेरे नबी ने, और किसी ने भी देखा नहीं है
सब से पर्दा है मेरे ख़ुदा का, और मुहम्मद से पर्दा नहीं है

देखती गर ज़ुलैख़ा नबी को, हुस्न-ए-यूसुफ़ पे हरगिज़ न मरती
मेरे प्यारे नबी जैसा जल्वा, हुस्न-ए-यूसुफ़ ने पाया नहीं है

रब को देखा है मेरे नबी ने, और किसी ने भी देखा नहीं है
सब से पर्दा है मेरे ख़ुदा का, और मुहम्मद से पर्दा नहीं है

आप के जैसा अब तक जहाँ में, मुस्तफ़ा ! कोई आया नहीं है
आए भी कैसे जब कि ख़ुदा ने कोई दूजा बनाया नहीं है

रब को देखा है मेरे नबी ने, और किसी ने भी देखा नहीं है
सब से पर्दा है मेरे ख़ुदा का, और मुहम्मद से पर्दा नहीं है


अब कहीं दिल नहीं लग रहा है, तयबा जाने को दिल रो रहा है
मौत आए मदीने में, अमजद ! और कोई तमन्ना नहीं है

रब को देखा है मेरे नबी ने, और किसी ने भी देखा नहीं है
सब से पर्दा है मेरे ख़ुदा का, और मुहम्मद से पर्दा नहीं है


शायर:

अमजद साहिब

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ अमानुल्लाह क़ाज़ी





sab se pyaara mera nabi hai, sab se aa'la mera nabi hai

rab ko dekha hai mere nabi ne, aur kisi ne bhi dekha nahi.n hai
sab se parda hai mere KHuda ka, aur muhammad se parda nahi.n hai

laae imaa.n 'umar jab nabi par, bole aaqa ke qadmo.n me.n jaa kar
mil gaya hai mujhe kamli waala, ab zamaane ki parwa nahi.n hai

rab ko dekha hai mere nabi ne, aur kisi ne bhi dekha nahi.n hai
sab se parda hai mere KHuda ka, aur muhammad se parda nahi.n hai


dekhti gar zulaiKHa nabi ko, husn-e-yusuf pe hargiz na marti
mere pyaare nabi jaisa jalwa husn-e-yusuf ne paaya nahi.n hai

rab ko dekha hai mere nabi ne, aur kisi ne bhi dekha nahi.n hai
sab se parda hai mere KHuda ka, aur muhammad se parda nahi.n hai

aap ke jaisa ab tak jahaa.n me.n, mustafa ! koi aaya nahi.n hai
aae bhi kaise jab ki KHuda ne koi dooja banaaya nahi.n hai

rab ko dekha hai mere nabi ne, aur kisi ne bhi dekha nahi.n hai
sab se parda hai mere KHuda ka, aur muhammad se parda nahi.n hai

ab kahi.n dil nahi.n lag raha hai, tayba jaane ko dil ro raha hai
maut aae madine me.n, Amjad ! aur koi tamanna nahi.n hai

rab ko dekha hai mere nabi ne, aur kisi ne bhi dekha nahi.n hai
sab se parda hai mere KHuda ka, aur muhammad se parda nahi.n hai


Poet:
Amjad Sahib

Naat-Khwaan:
Hafiz Amanullah Qazi
Rab Ko Dekha Hai Mere Nabi Ne Lyrics | Rab Ko Dekha Hai Mere Nabi Ne Lyrics in Hindi | Ab Kahi Dil Nahi Lag Raha Hai Naat Lyrics in Hindi | or nahi hai | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2024

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

तेरा नाम ख़्वाजा मुईनुद्दीन | तू रसूल-ए-पाक की आल है / Tera Naam Khwaja Moinuddin | Tu Rasool-e-Pak Ki Aal Hai

मौला अली मौला ! मौला अली मौला ! / Maula Ali Maula ! Maula Ali Maula !

दर-ए-ग़रीब-नवाज़ | ज़माना छूटे हम न छोड़ेंगे दर-ए-ग़रीब-नवाज़ / Dar-e-Gharib Nawaz | Zamana Chhute Hum Na Chhodenge Dar-e-Ghareeb Nawaz