ये कह रहे हैं बुलबुल-ए-सिदरा नहीं मिला / Ye Keh Rahe Hain Bulbul-e-Sidra Nahin Mila

ये कह रहे हैं बुलबुल-ए-सिदरा, नहीं मिला
कोई रसूल-ए-पाक के जैसा नहीं मिला

ज़िंदा है गर ज़मीर तो इंसाफ़ से कहो
किस को दर-ए-रसूल का टुकड़ा नहीं मिला

मस्जिद से कब निकाला था मेरे रसूल ने
अब तक मुनाफ़िक़ों को ठिकाना नहीं मिला

ज़िंदा हैं वालिदैन तो जन्नत ख़रीद लो
फिर बा'द में न कहना कि मौक़ा' नहीं मिला

दुनिया में और भी हैं हया-दार बेटियाँ
लेकिन जवाब-ए-फ़ातिमा-ज़हरा नहीं मिला

मय्यत रखी है जिस की वही ख़ुद इमाम है
साबिर पिया के जैसा जनाज़ा नहीं मिला

अहमद रज़ा के क़द को चला था जो नापने
उस की तरह हमें कोई बौना नहीं मिला

सरकार-ए-अज़हरी के नहीं हों जहाँ मुरीद
ऐसा मुझे कोई भी 'इलाक़ा नहीं मिला

गौहर ! हरम में ऐसा कबूतर नहीं कोई
जिस को दर-ए-रसूल से दाना नहीं मिला


ना'त-ख़्वाँ:
शादाब-ओ-पैकर





ye keh rahe hai.n bulbul-e-sidra, nahi.n mila
koi rasool-e-paak ke jaisa nahi.n mila

zinda hai gar zameer to insaaf se kaho
kis ko dar-e-rasool ka Tuk.Da nahi.n mila

masjid se kab nikaala tha mere rasool ne
ab tak munaafiqo.n ko Thikaana nahi.n mila

zinda hai.n waalidain to jannat KHareed lo
phir baa'd me.n na kehna ki mauqa' nahi.n mila

duniya me.n aur bhi hai.n haya-daar beTiyaa.n
lekin jawaab-e-faatima-zahra nahi.n mila

mayyat rakhi hai jis ki wahi KHud imaam hai
saabir piya ke jaisa janaaza nahi.n mila

ahmad raza ke qad ko chala tha jo naapne
us ki tarah hame.n koi bauna nahi.n mila

sarkaar-e-az.hari ke nahi.n ho.n jahaa.n mureed
aisa mujhe koi bhi 'ilaaqa nahi.n mila

Gauhar ! haram me.n aisa kabootar nahi.n koi
jis ko dar-e-rasool se daana nahi.n mila


Naat-Khwaan:
Shadab-o-Paikar
Ye Keh Rahe Hain Bulbul e Sidra Nahi Mila Lyrics in Hindi | Koi Rasool e Pak Ke Jaisa Nahi Mila Lyrics in Hindi | Shadab o Paikar Naat Lyrics | hei hein hai bulbule rasoole rasule paak | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain (All Versions)

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al-Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer

हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर उन की तस्वीर सीने में मौजूद है | उन का जल्वा तो सीने में मौजूद है / Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Unki Tasweer Seene Mein Maujood Hai | Un Ka Jalwa To Seene Mein Maujood Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

हो करम सरकार अब तो हो गए ग़म बे-शुमार / Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham Beshumar

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)