बटता है काइनात में सदक़ा बतूल का / Batta Hai Kainat Mein Sadqa Batool Ka

बटता है काइनात में सदक़ा बतूल का
सुल्तान-ए-दो-जहान है बाबा बतूल का

सच है कि मेरी अम्माँ भी उन की कनीज़ है
मेरा है बाप-दादा भी मँगता बतूल का

रहती हैं मेरी देख लो मौजें लगी हुई
मुझ पर करम हुआ है ये कैसा बतूल का

शामी बाज़ार-ए-शाम में हैरान थे खड़े
क़ुरआन पढ़ रहा था बेटा बतूल का

मौला 'अली ने कह दिया ज़हरा की शान में
अल्लाह ही जानता है रुत्बा बतूल का

नज़रों से मैं ने चूमा है चौखट को बार-बार
देखा है मैं ने बारहा हुजरा बतूल का

अजमल की है तौक़ीर भी, पहचान भी यही
अदना सा इक ग़ुलाम है ज़हरा बतूल का


शायर:
यासीन अजमल चिश्ती

ना'त-ख़्वाँ:
ख़ावर नक़्शबंदी
रैहान क़ुरैशी
सय्यिद हस्सानुल्लाह हुसैनी





baT.ta hai kaainaat me.n sadqa batool ka
sultaan-e-do-jahaan hai baaba batool ka

sach hai ki meri ammaa.n bhi un ki kaneez hai
mera hai baap-daada bhi mangta batool ka

rehti hai.n meri dekh lo mauje.n lagi hui
mujh par karam huwa hai ye kaisa batool ka

shaami baazaar-e-shaam me.n hairaan the kha.De
qur.aan pa.Dh raha tha beTa batool ka

maula 'ali ne keh diya zahra ki shaan me.n
allah hi jaanta hai rutba batool ka

nazro.n se mai.n ne chooma hai chaukhaT ko baar-baar
dekha hai mai.n ne baaraha hujra batool ka

Ajmal
ki hai tauqeer bhi, pehchaan bhi yahi
adna saa ik Gulaam hai zahra batool ka


Poet:
Yaseen Ajmal Chishti

Naat-Khwaan:
Khawar Naqshbandi
Rehan Qureshi
Syed Hassan Ullah Hussaini
Batta Hai Kainat Main Sadqa Batool Ka Lyrics in English | Batta Hai Kainat Mein Sadqa Batool Ka Lyrics in Hindi | Sadqa Batool Ka Lyrics | Manqabat e Syeda Fatima Lyrics in Hindi | Sultan e Do Jahan Hai baba batool ka lyrics in hindi | bat ta bat.ta hei hein hai hain kaainaat kayenat kaayenaat kaayenat me batul bat'ta bat-ta 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ शहंशाह-ए-मदीना अस्सलातु वस्सलाम / Aye Shahenshah-e-Madina Assalatu Wassalam

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale