ADVERTISEMENT

या रब मेरी सोई हुई तक़दीर जगा दे | आँखें मुझे दी हैं तो मदीना भी दिखा दे / Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De | Aankhen Mujhe Di Hain To Madina Bhi Dikha De

या रब ! मेरी सोई हुई तक़दीर जगा दे
आँखें मुझे दी हैं तो मदीना भी दिखा दे

सुनने की जो क़ुव्वत मुझे बख़्शी है, ख़ुदावंद !
फिर मस्जिद-ए-नबवी की अज़ानें भी सुना दे

हूरों की न ग़िल्माँ की न जन्नत की तलब है
मदफ़न मेरा सरकार की बस्ती में बना दे

मुद्दत से मैं इन हाथों से करता हूँ दु'आएँ
इन हाथों में अब जाली सुनहरी वो थमा दे

मुँह हश्र में मुझ को न छुपाना पड़े, या रब !
मुझ को तेरे महबूब की चादर में छुपा दे

'इशरत को भी अब ख़ुश्बू-ए-हस्सान 'अता कर
जो लफ़्ज़ कहे हैं उन्हें तू ना'त बना दे


शायर:
इशरत गोधरवी

ना'त-ख़्वाँ:
फ़रहान अली क़ादरी
फ़ोज़िआ ख़ादिम
राहत फ़तेह अली ख़ान 





ya rab ! meri soi hui taqdeer jaga de
aankhe.n mujhe di hai.n to madina bhi dikha de

sun.ne ki jo quwwat mujhe baKHshi hai, KHudawand !
phir masjid-e-nabvi ki azaane.n bhi suna de

hooro.n ki na Gilma.n ki na jannat ki talab hai
madfan mera sarkaar ki basti me.n bana de

muddat se mai.n in haatho.n se karta hu.n du'aae.n
in haatho.n me.n ab jaali sunehri wo thama de

munh hashr me.n mujh ko na chhupaana pa.De, ya rab !
mujh ko tere mahboob ki chaadar me.n chhupa de

'Ishrat ko bhi ab KHushboo-e-hassaan 'ata kar
jo lafz kahe hai.n unhe.n tu naa't bana de


Poet:
Ishrat Godharvi

Naat-Khwaan:
Farhan Ali Qadri
Fozia Khadim
Rahat Fateh Ali Khan
Ya Rab Meri Soi Hui Taqdeer Jaga De Lyrics in Hindi | Aankhen Mujhe Di Hain To Madina Bhi Dikha De Lyrics in Hindi | Ya Rab Meri Soi Hui Takdeer Lyrics | sohi hoi huwi aankhein hai ankhen aankhen muje ya rab meri soi hui takdeer jagade | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

मेरे हुसैन तुझे सलाम | अस्सलाम या हुसैन / Mere Hussain Tujhe Salaam | Assalam Ya Hussain

सरवरा शाहा करीमा दस्तगीरा अशरफ़ा | अशरफ़ी तराना / Sarwara Shaha Karima Dastagira Ashrafa | Ashrafi Tarana

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai