ADVERTISEMENT

हम पे भी नज़र-ए-करम हो ऐ शहीदों के इमाम / Hum Pe Bhi Nazr-e-Karam Ho Aye Shahidon Ke Imam

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम

वक़्त-ए-मग़रिब जब फ़लक पर सुर्ख़ियाँ छाने लगी
मेरे दिल को कर्बला की याद तड़पाने लगी

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम

तीर और तलवारों के साए में की रब की सना
देखो देखो इस को कहते हैं मोहब्बत की अदा

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम

चाँद जब दसवीं मुहर्रम का नज़र आने लगा
दिल का हर इक ज़ख़्म आँखों में उतर आने लगा

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम

आप अपने ग़म में मुझ को आज ही कर दें फ़ना
क्या ख़बर कब जिस्म से ये जान कर जाए वफ़ा

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम

तेरा हर इक ग़म मिटा देगी ये सच्ची दास्ताँ
रिफ़ा'ई ! देख पढ़ कर कर्बला की दास्ताँ

हम पे भी नज़र-ए-करम हो, ऐ शहीदों के इमाम !
दस्त-बस्ता बा-अदब करते हैं हम तुम को सलाम


ना'त-ख़्वाँ:
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam

waqt-e-maGrib jab falak par surKHiyaa.n chhaane lagi
mere dil ko karbala ki yaad ta.Dpaane lagi

ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam

teer aur talwaaro.n ke saae me.n ki rab ki sana
dekho dekho is ko kehte hai.n mohabbat ki ada

ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam

chaand jab daswee.n muharram ka nazar aane laga
dil ka har ik zaKHm aankho.n me.n utar aane laga

ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam

aap apne Gam me.n mujh ko aaj hi kar de.n fana
kya KHabar kab jism se ye jaan kar jaae wafa

ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam

tera har ik Gam miTa degi ye sachchi daastaa.n
ai Rifaa'i ! dekh pa.Dh kar karbala ki daastaa.n

ham pe bhi nazr-e-karam ho, ai shaheedo.n ke imaam !
dast-basta baa-adab karte hai.n ham tum ko salaam


Naat-Khwaan:
Ghulam Mustafa Qadri
Aye Shahidon Ke Imam Lyrics | Hum Pe Bhi Nazre Karam Ho Aye Shahidon Ke Imam Lyrics in Hindi | Aye Shahidon Ke Imam Lyrics in English | Muharram Kalam Lyrics | ay humpe nazar nazare shaheedo shahido | lyrics of naat | naat lyrics in hindi | islamic lyrics | hindi me naat lyrics | hindi me naat likhi hui | All Naat Lyrics in Hindi | नात शरीफ लिरिक्स हिंदी, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात शरीफ लिरिक्स हिंदी में, नात हिंदी में लिखी हुई | नात शरीफ की किताब हिंदी में | आला हजरत की नात शरीफ lyrics | हिंदी नात | Lyrics in English | Lyrics in Roman 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025

Comments

Most Popular

मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं / Mustafa Ke Pale Hain Hum Bareilly Wale Hain

पुकारो या रसूलल्लाह | तुम भी कर के उन का चर्चा अपने दिल चमकाओ / Pukaro Ya Rasoolallah | Pukaro Ya Rasool Allah | Tum Bhi Kar Ke Unka Charcha Apne Dil Chamkao

मस्लक-ए-आला-हज़रत सलामत रहे | या ख़ुदा चर्ख़-ए-इस्लाम पर ता-अबद / Maslak-e-Ala-Hazrat Salamat Rahe | Ya Khuda Charkh-e-Islam Par Ta-Abad

चमक तुझ से पाते हैं सब पाने वाले | मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले / Chamak Tujh Se Pate Hain Sab Pane Wale | Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Wale

जो सुन्नियत की शान है रज़ा उसी का नाम है | रज़ा रज़ा रज़ा रज़ा / Jo Sunniyat Ki Shaan Hai Raza Usi Ka Naam Hai | Raza Raza Raza Raza

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana