मौत के भँवर से या नबी बच के बाल-बाल आ गया / Maut Ke Bhanwar Se Ya Nabi Bach Ke Baal Baal Aa Gaya

मौत के भँवर से, या नबी ! बच के बाल-बाल आ गया
ख़ैर हो गई कि उस घड़ी आप का ख़याल आ गया

दो सवाल ख़त्म जब हुए, क़ब्र में दिवाना झूम उठा
अब हुज़ूर होंगे सामने, तीसरा सवाल आ गया

रब ने तेरे घर को भर दिया, तुझ को माला-माल कर दिया
ऐ हलीमा ! तेरी गोद में आमिना का लाल आ गया

ज़िक्र-ए-मुस्तफ़ा की रात थी, हुस्न-ए-मुस्तफ़ा की बात थी
'अक़्ल वाले सोचते रहे, 'आशिक़ों को हाल आ गया

ज़ुल्फ़िक़ार-ए-हैदरी चली, यूँ लगा कि आ गए 'अली
जब यज़ीदियों के सामने फ़ातिमा का लाल आ गया

था ग़ुरूर जिन को हुस्न पर, आ नहीं रहे हैं वो नज़र
हुस्न-ए-'इश्क़-ए-मुस्तफ़ा लिए हश्र में बिलाल आ गया

नज्दियों को मौत आ गई, सुन्नियों को ज़िंदगी मिली
जब रज़ा की बात छिड़ गई, 'इश्क़ में उछाल आ गया

क्या नहीं है उन के पास में, क्या नहीं है उन के हाथ में
तेग़-'अली के दर पे जो गया, हो के माला-माल आ गया


ना'त-ख़्वाँ:
सैफ़ रज़ा कानपुरी





maut ke bhanwar se, ya nabi ! bach ke baal-baal aa gaya
KHair ho gai ki us gha.Di aap ka KHayaal aa gaya

do sawaal KHatm jab hue, qabr me.n diwaana jhoom uTha
ab huzoor honge saamne, teesra sawaal aa gaya

rab ne tere ghar ko bhar diya, tujh ko maala-maal kar diya
ai haleema ! teri god me.n aamina ka laal aa gaya

zikr-e-mustafa ki raat thi, husn-e-mustafa ki baat thi
'aql waale sochte rahe, 'aashiqo.n ko haal aa gaya

zulfiqaar-e-haidari chali, yu.n laga ki aa gae 'ali
jab yazeediyo.n ke saamne faatima ka laal aa gaya

tha Guroor jin ko husn par, aa nahi.n rahe hai.n wo nazar
husn-e-'ishq-e-mustafa liye hashr me.n bilaal aa gaya

najdiyo.n ko maut aa gai, sunniyo.n ko zindagi mili
jab raza ki baat chhi.D gai, 'ishq me.n uchhaal aa gaya

kya nahi.n hai un ke paas me.n, kya nahi.n hai un ke haath me.n
teG-'ali ke dar pe jo gaya, ho ke maala-maal aa gaya


Naat-Khwaan:
Saif Raza Kanpuri
Maut Ke Bhanwar Se Ya Nabi Lyrics | Maut Ke Bhanwar Se Ya Nabi Bach Ke Baal Baal Aa Gaya Lyrics in Hindi | Maut Ke Bhanwar Se Ya Nabi Lyrics in English | Saif Raza Kanpuri Naat Lyrics | mot mout ki bhawar bhanvar | bhavar | bal bal a | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2025 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

मुस्तफ़ा, जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम (मुख़्तसर) / Mustafa, Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam (Short)

मीराँ वलियों के इमाम / Meeran Waliyon Ke Imam

सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़र-ए-करम ख़ुदारा / Sarkar-e-Ghaus-e-Azam Nazar-e-Karam Khudara

इमदाद कुन इमदाद कुन या ग़ौस-ए-आज़म दस्तगीर / Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus-e-Azam Dastagir | Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghous-e-Azam Dastagir

फ़ासलों को ख़ुदारा मिटा दो | जालियों पर निगाहें जमी हैं / Faslon Ko Khudara Mita Do | Jaliyon Par Nigahen Jami Hain