आक़ा का नाम लेना बड़े एहतिराम से / Aaqa Ka Naam Lena Bade Ehtiram Se

नाम-ए-अहमद का वज़ीफ़ा है हर इक ग़म का 'इलाज
लाख खतरें हों इसी नाम से टल जाते हैं

आक़ा का नाम लेना बड़े एहतिराम से
उन पर दुरूद पढ़ना बड़े एहतिराम से

ख़ाक-ए-मदीना चूमना, रहना अदब के साथ
तयबा में जब भी जाना बड़े एहतिराम से

महफूज़ सय्यिदा हैं, ख़ता इन से कैसे हो
ज़हरा का ज़िक्र करना बड़े एहतिराम से

लाज़िम है ज़िक्र-ए-हैदर-ए-कर्रार का अदब
बज़्म-ए-'अली सजाना बड़े एहतिराम से

तुम दश्त-ए-दर्द पार करोगे सुकून से
बारह इमाम कहना बड़े एहतिराम से

जन्नत के शाहज़ादे, उजागर ! हसन-हुसैन
चूमे ये नाम वल्लाह बड़े एहतिराम से

ये नाम कोई काम बिगड़ने नहीं देता
बिगड़े भी बना देता है ये नाम-ए-मुहम्मद


शायर:
अल्लामा निसार अली उजागर

ना'त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी





naam-e-ahmad ka wazeefa hai har ik Gam ka 'ilaaj
laakh khatre.n ho.n isi naam se Tal jaate hai.n

aaqa ka naam lena ba.De ehtiraam se
un par durood pa.Dhna ba.De ehtiraam se

KHaak-e-madina choomna, rehna adab ke saath
tayba me.n jab bhi jaana ba.De ehtiraam se

mehfooz sayyida hai.n, KHata in se kaise ho
zahra ka zikr karna ba.De ehtiraam se

laazim hai zikr-e-haidar-e-karraar ka adab
bazm-e-'ali sajaana ba.De ehtiraam se

tum dasht-e-dard paar karoge sukoon se
baarah imaam kehna ba.De ehtiraam se

jannat ke shaahzaade, Ujaagar ! hasan-husain
choome ye naam wallah ba.De ehtiraam se

ye naam koi kaam biga.Dne nahi.n deta
big.De bhi bana deta hai ye naam-e-muhammad


Poet:
Allama Nisar Ali Ujagar

Naat-Khwaan:
Hafiz Ghulam Mustafa Qadri
Aaqa Ka Naam Lena Bade Ehtiram Se Lyrics | Aaqa Ka Naam Lena Bare Ehtiram Se Lyrics in Hindi | Aaqa Ka Naam Lena Lyrics in English | aqa ehtemam se | 50+ Naat Lyrics | Best Place To Find All Naat Sharif | 500+ Naat Lyrics | Best Site To Find All Naat in Hindi, English | 430 Naat lyrics ideas in 2026 | Best Site For Naat Lyrics in Hindi |

Comments

Most Popular

या नबी सलाम अलैका / Ya Nabi Salam Alaika | Ya Nabi Salam Alayka (All Popular Versions)

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula

वो शहर-ए-मोहब्बत जहाँ मुस्तफ़ा हैं / Wo Shehr-e-Mohabbat Jahan Mustafa Hain

फ़ज़्ल-ए-रब्ब-ए-पाक से भाई मेरा दूल्हा बना | मदनी सेहरा / Fazl-e-Rabb-e-Pak Se Bhai Mera Dulha Bana | Madani Wedding Sehra

क्या बताऊँ कि क्या मदीना है / Kya Bataun Ki Kya Madina Hai

ऐ ज़हरा के बाबा सुनें इल्तिजा मदीना बुला लीजिए / Aye Zahra Ke Baba Sunen Iltija Madina Bula Lijiye

अल-मदद पीरान-ए-पीर ग़ौस-उल-आज़म दस्तगीर / Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-ul-Azam Dastageer | Al Madad Peeran-e-Peer Ghaus-e-Azam Dastageer

बेख़ुद किए देते हैं अंदाज़-ए-हिजाबाना / Bekhud Kiye Dete Hain Andaz-e-Hijabana

सुनते हैं कि महशर में सिर्फ़ उन की रसाई है / Sunte Hain Ki Mahshar Mein Sirf Un Ki Rasaai Hai

ऐ सबा मुस्तफ़ा से कह देना ग़म के मारे सलाम कहते हैं / Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham Ke Mare Salam Kehte Hain (All Versions)